-
1. ADB ka full form kya hai?
Jawab: Android Debug Bridge
-
2. ADB mode kis kaam ke liye istemaal hota hai?
Jawab: Device debugging, flashing, aur development
-
3. ADB activate karne ke liye pehle kya enable karna hota hai?
Jawab: Developer Options
-
4. ADB ke zariye phone ko bootloader mode mein kaise le ja sakte hain?
Jawab: adb reboot bootloader
-
5. Phone ko recovery mode mein reboot karne ki command kya hai?
Jawab: adb reboot recovery
-
6. USB Debugging ko enable karne ke liye kis section mein jana hota hai?
Jawab: Developer Options
-
7. ADB shell ka kya kaam hai?
Jawab: Device ke internal shell tak access dena
-
8. ADB sideload kis liye use hota hai?
Jawab: Custom ROMs aur OTA updates install karne ke liye
-
9. Device list dekhne ke liye konsi command use hoti hai?
Jawab: adb devices
-
10. ADB ka istemaal sirf flashing ke liye hota hai. (True/False)?
Jawab: False
-
1. ADB mode sirf debugging ke liye hota hai.
Jawab: False
-
2. ADB commands sirf rooted devices par kaam karti hain.
Jawab: False
-
3. ADB sideload ka istemaal custom ROMs aur updates install karne ke liye hota hai.
Jawab: True
-
4. ADB ke zariye system logs check kiye ja sakte hain.
Jawab: True
-
5. ADB shell command se device ka internal access milta hai.
Jawab: True
-
6. ADB reboot command se phone band ho jata hai.
Jawab: False
-
7. ADB commands use karne ke liye USB Debugging enable karna zaroori hota hai.
Jawab: True
-
8. ADB ka istemaal recovery aur bootloader mode mein reboot ke liye bhi hota hai.
Jawab: True
-
9. ADB mode sirf Windows PC par kaam karta hai.
Jawab: False
-
10. ADB ke zariye phone ko bina password ke unlock kiya ja sakta hai.
Jawab: False
-
1. ADB ka full form __________ hai.
Jawab: Android Debug Bridge
-
2. ADB commands use karne ke liye __________ ko enable karna zaroori hota hai.
Jawab: USB Debugging
-
3. ADB mode ka aik ahem istemaal __________ aur debugging hai.
Jawab: software development
-
4. ADB mode se phone ko bootloader mode mein le jane ke liye command hai: __________.
Jawab: adb reboot bootloader
-
5. ADB command “adb sideload” ka use __________ install karne ke liye hota hai.
Jawab: custom ROMs ya OTA updates
-
6. ADB command “adb devices” ka istemaal __________ devices ki list dekhne ke liye hota hai.
Jawab: connected
-
7. ADB shell ka istemaal device ke __________ access ke liye hota hai.
Jawab: internal
-
8. ADB command “adb reboot recovery” phone ko __________ mode mein reboot karti hai.
Jawab: recovery
-
9. ADB debugging kaafi __________ aur technicians ke liye ek ahem tool hai.
Jawab: developers
-
10. ADB tools ka sahi istemaal phone ki __________ aur troubleshooting asaan banata hai.
Jawab: repair