📌 MTK Firmware Backup Quiz
1️⃣ Firmware backup lene ka sabse pehla step ________ file load karna hota hai.
2️⃣ IMEI aur Network Settings ko backup karne ke liye ________ file zaroori hoti hai.
3️⃣ MTK Client Tool me firmware backup lene ke liye kaunsa command use hoti hai?
4️⃣ True or False: Firmware backup lene ke baad, bina kisi risk ke kisi bhi phone me flash kar sakte hain?
5️⃣ True or False: MTK Firmware backup lene se Dead Boot hone ka risk kam ho jata hai.